Meri majloomiyat par khoon patthar se nikalta hai
Magar duniya samjhati hai mere sar se nikalta hai
Ye sach hai chaarpai saanp se mahfooj rakhti hai
Magar jab waqt aa jaaye to chhappar se nikalta hai
Hume bacchon ka mustkbil liye firta hai sadkon par
Nahi to garmiyon me kab koi ghar se nikalta hai

No comments:
Post a Comment