Thursday, July 28, 2016

Udaas rehta hai baitha sharab peeta hai

Udaas rehta hai baitha sharab peeta hai
Wo jab bhi hota hai tanha sharab peeta hai
 
Tumhari aankhon ki tauhin hai zara socho
Tumhara chaahane wala sharab peeta hai
 
Wo mere honthon pe rakhta hai fool si aankhen
Khabar udaao ki “Rana” sharab peeta hai

No comments:

Post a Comment